Kayda Tod Ke Lyrics – Rekha Bhardwaj, Sapan Chakraborty
Kayda tod ke socho ek din
Arey kayda tod ke socho ek din
Chand nikalta niche se
Maidan me rakh hota
Mitti hoti miti to mitte hote pate
Arey socho chand pe dudh ke
Gahre dariya bahte
Gore gore us me bhalu chite rahte
Unche unche tile hote khul ke khet
Or ghass faluda hoti to didi
Kya maja aata
Or hath me chmach le ke jate
Or raat din bas chand khate
Chahe hota jayada kayada fayada
Fayada kafi fayada aakir fayada
Acha socho suraj ka rang nila hota
Oe pedo ka rang lal lal
Panchhi hote pani me vah
Or machhi gagan vishal
Pedo ka rang lal
Panchhi hote pani me
Or machhi gagan vishal
Toba tumne kiya kamal
Toba tumne kiya kamal
Uper gagan vishal
Acha socho
Nahi nahi soch ke dekho
Khet me ugti tofi
Pead pe falte laddu pede
Nal kholo to coffe
Acha soch ke dekho
Khet me ugti tofi
Pead pe falte laddu pede
Nal kholo to coffe
Didi aisa kyo nahi hota hai
Kyo nahi hota
Kayda kayda aakir kayda
Kayda kayda aakir kayda.