Mai Tujhase Milane Aayee Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane
Mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane
Babul se jhuth boli
Sakhiyo se jhuth boli
Mai ban gayi bilkul bholi
Are o bholi tu jhuth nahi
Boli tu jhuth kaha boli
Pyar ko hi puja kahate hai
Pyar ke parvane
Mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane
Mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane
Surat phir koyi murat kya hai
Ho aankho me jab teri
Surat phir koyi murat kya hai
Pyar kiya hai jisne use
Puja ki jarurat kya hai
Maine sara jivan kar diya
Tujhako arpan
Ho gayi mai teri mira
Tujhko man liya mohan
Naa jane kya dekha tujhme
Nain huye divane
Mai tujhse milne mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane
Mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane
Ho gair ke hath me na de
De kahi babul mori baiya
Ho gair ke hath me na de
De kahi babul mori baiya
Chaal samay ki pahchano
Tum kud ko badalo saiya
Kime itana hai bal chhu le
Jo tera aanchal
Tu hamari hogi
Apna dava hai atal
Mod de ham to samay ki
Dhara aise hai mastane
Mai tujhase milane
Mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane
Mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane
Babul se jhuth boli
Sakhiyo se jhuth boli
Mai ban gayi bilkul bholi
Are o bholi tu jhuth nahi
Boli tu jhuth kaha boli
Pyar ko hi puja kahate hai
Pyar ke parvane
Mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane
Mai tujhse milne aayi
Mandir jane ke bahane.