Main Aaya Hoon Jaha Se Lyrics – Bali Brahmbhatt
Agar yaro ki jid hai to
Abhi sab kuch btata hu
Main kitna khandani hu jalak,
Jalak iski dikhta hu
Main aaya hu jaha se
Vo bada ucha garana hai
Ye aaye hai jaha se
Vo bada ucha garana hai
Main aaya hoon jaha se
Vo bada ucha garana hai
Ye aaye hai jaha se
Vo bada ucha garana hai
Aji aabad mujhse hi
To ye pagalkhana hai
Aji abad inse hi
To ye pagalkhana hai
Main aaya hoon, main aaya
Main aaya hoon jaha se
Vo bada ucha garana hai
Ye aaye hai jaha se
Vo bada ucha garana hai
Ke mashur daku the
Mere nana se sab dharte
The vo itne ladaku the
Dadi ke banaye note
Duniya bhar mein chalte hai
Aunty ke isharo
Per so so kothe palte hai
So so kothe palte hai
So so kothe palte hai
Mili hai degree chacha
Ji ko ladki patane mein
Kasam se aaj bhi
Tau pade hai jel khane mein
Mere mosa ji ki
Sona banane ki dukane thi
Badi bua tavyat thi
Kabhi apne jamane
Kabhi apne jamane
Kabhi apne jamane
Silsila ye khandani
Muje aage badana hai
Mai aaya hu main
Aaya hu abey aa na
Main aaya hu jaha se
Vo bada ucha garana hai
Ye aaye hai jaha se
Vo bada ucha garana hai
Aji abad mujhse hi
To ye pagalkhana hai
Aji abad inse hi
To ye pagalkhana hai
Main aaya hu jaha se
Vo bada ucha garana hai
Ye aaye hai jaha se
Vo bada ucha garana hai
Bhai ne kul milake
Chhatis bank hai lute
Jija ke baye hath
Se itne hi tale tute
Batije brown suger
Ka vyapar kerte hai
Mama hasinao
Ka karobar kerte hai
Karobar kerte hai,
Karobar kerte hai
Mere hosiyar banje
Nakli pasport banate hai
Mere noker mandir
Se murtiya churate hai
Mere baki ke ristedar
Blue filme bante hai
Mere baki ke yar
Uska maja pura uthate hai
Maja pura uthate hai
Maja pura uthate hai
Aage farmaiye chote sarkar
Muje bhi log kahte hai
Ye katil purana hai
Ye aaye hai ye aaye
Hai ye aaye hai aaiye na
Main aaya hu jaha se
Vo bada ucha garana hai
Main aaya hu jaha se
Vo bada ucha garana hai
Aji abad inse hi
To ye pagalkhana hai
Main aaya hu jaha se
Vo bada ucha garana hai
Ye aaye hai ye aaye hai
Ye aaye hai aaiye na.