Mukhdoom Sandal Lyrics – Amit Kumar, Aziz Nazan, Mahendra Kapoor
Mere makhdoom shah baba ka darbar aali hai
Isi darbar aali ka jamana bhi sawali hai
Hazaro ne yaha bigadi hui kismat bana li hai
Karam humpe pe bhi ho jaye
Humari jholi khali hai
O sare jag me teri dhoom allah re allah
O walion me wali mukhdoom allah re allah
O sare jag me teri dhoom allah re allah
Sandal karle na kabul
O baba bhul ke hamari bhul
Hum hai khadim tum mukhdoom allah re allah
O walion me wali mukhdoom allah re allah
O sare jag me teri dhoom allah re allah
O walion me wali mukhdoom allah re allah
O sare jag me teri dhoom allah re allah
Sandal karle na kabul
O baba bhul ke hamari bhul
Hum hai khadim tum mukhdoom allah re allah
O waliyi me wali mukhdoom allah re allah
O sare jag me teri dhoom allah re allah
Rahnuma ho tumhi raho ke
Badshah ho tumhi shaho ke
Tum pe meri ye jaan saj ke ho
Jaan kya ye do jaha saj ke
Ho basaharo ke tum sahare ho
Sab ye kahte hai tum hamare ho
Sandal kar le na kabul
O baba bhul ke hamari bhul
Hum hai khadim tum mukhdoom allah re allah
O waliyi me wali mukhdoom allah re allah
O sare jag me teri dhoom allah re allah
Aap ke dar se hum kidhar jaye
Har taraf gum hi gum kidhar jaye
Hai musibat me hum diwane
Jan kar na bano anjane
Maaf karna mere guhnaho ko
Pher lena na tum nigaho ko
Sandal kar le na kabul
O baba bhul ke hamari bhul
Hum hai khadim tum mukhdoom allah re allah
O waliyi me wali mukhdoom allah re allah
O sare jag me teri dhoom allah re allah
Tu nigahe karam hai paresan hum
Dil ko ghere hai gum
Or labo pe hai dam
Hai kasam tumko karbal ke maidan ki
Hai kasam tumko koone shahi dan ki
Humne socha tha haye kya ho gaya
Kaise manzil mile rasta kho gaya
Ye gadi jo musibat ki tal jaye gi
O baba takdir apni badal jayegi
Besaharo ko ab to sahara mile
Dur jaye na kasti kinara mile
Aapka gum hamare liye hai khushi
Aapka to andhera bhi hai rosani
Ho gayi ab to had baba mukhdoom shah
Allh madad allh madad baba mukhdoom shah
Allh madad allh madad
Allh madad allh madad
Allh madad allh madad
Baba mukhdoom shah.