Kya Kahiye Bhagwan Se Lyrics – Mohammed Rafi
Are kya kahiye insan se
Are kya kahiye bhagwan se
Ye dono to darte ha idarte hai aji arte hai
Ye dono se darte hai dhanwan se
Kya kahiye insan se
Kya kahiye bhagwan se
Kya kahiye insan se
Kya kahiye bhagwan se
Ye dono se darte hai dhanwan se
Kya kahiye insan se
Kya kahiye bhagwan se
Kya kahiye insan se
Kya kahiye bhagwan se
Kya kahiye insan se
Kya kahiye bhagwan se
Tab tab bhagwan aate hai
Jab jab bhakt bulate hai
Tab tab bhagwan aate hai
Lekin wo bhi kabhi kabhi
Kuch vipada me pad jate hai
Ram rahe chup dur khade
Phir rawan se kaun lade
Kaun bachaye nirbal ko
Kaun bachaye nirbal ko balwan se
Kya kahiye insan se
Kya kahiye bhagwan se
Kya kahiye insan se
Kya kahiye bhagwan se
He are apno se muh mod ke
Apne man ko tod ke
Kaun se desh chale bhaiya
Ye ghar ye gaw chod ke
Jaan yaha bhi jayegi
Are jan yaha bhi jayegi
Jaan waha bhi jayengi
Bhag rahe ho bujdil kyu
Bhag rahe ho bujdil kyu
Maidan se maidan se maidan se
Ye soye insa jab uthe
Bnkar lahrate nag uthe
Ab inke kadam ruk sakte nahi
Kat sakte hai jhuk sakte nahi
Kitne takatwar dekh hai ye
Aphle ye alag ab ek hai ye
Ye wapas laut ke aayenge
Phir tujhko sabak sikhlayenge
Ab jiwan ek sangram bana
Ye geeta ka pagam bana
Pandaw ne krishna ka nam liya
Arzun ne dhanush ko tham liya
Ab ye roka na jayega
Ab ye wapas na aayega
Nikal pada hai ab ye teer kaman se.