Zaroorat Hai Zaroorat Hai Lyrics – Kishore Kumar
Sakht zaroorat hai
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Haseen hajaro bhi ho khade
Magar usi par najar pade
Haseen hajaro bhi ho khade
Magar usi par najar pade
Ho julf galo se khelati ke
Jaise din raat se lade
Ho ho ho ho
Adao mein bahar ho
Nigaho me khumar ho
Kubul mera pyar ho
To kya baat hai
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Jhatak ke gesu jaha chale
To sath me aasma chale
Jhatak ke gesu jaha chale
To sath me aasma chale
Lipat ke kitne bhi pao se
Ye puchhate ho kaha chale
Ho ho ho ho
Pyar se jo kaam le
Hans ke salam le
Wo hath mera tham
Le to kya baat hai
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Itar me sanse basi basi
Wo mastiyo me rasi rasi
Itar me sanse basi basi
Wo mastiyo me rasi rasi
Daraj palke jhuki jhuki
Bhave ghaneri kasi kasi
Ho ho ho ho
Phulo me gulab ho
Khud apna jawab ho
Wo pyar ki kitab
Ho to kya bat hai
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ha ha shrimati ki ho ho
Kalawati ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat hai
Zarurat hai sakht zaroorat hai.