Yeh Kaisa Hai Shaher Lyrics – Dominique Cerejo
Kya din kya raat hai yahan par
Ki saala dono barabar
Kya din kya raat hai yahan par
Ki saala dono barabar
Na raste kabhi ho khaali
Na bandh hoti hai gali
Maa behan ki yaad
Sabko aati har paher
Halla gulla shor gul
Yeh kaisa hai shaher
Kya din kya raat hai yahan par
Ki saala dono barabar
Na raste kabhi ho khaali
Na bandh hoti hai gali
Karodo ki saanse khuli
Ghut raha hai dum
Ghutan si ho rahi hai
Phir bhi savere akele
Hi aankhein khuli
Koi aaj mil hi jaayega
Chehera jaane pehne kaun sa
Ghar se nikale dhunde
Ghar hai kahan
Kya din kya raat hai yahan par
Ki saala dono barabar
Na raste kabhi ho khaali
Na bandh hoti hai gali
Kya din kya raat
Kiske liye raah chalate
Yeh chhuti hansi
Chhod na kisi ko kuchh nahi padi
Kaise kahe telephone ki khamoshi
Sune bistaro par so rahe
Bhuli khushbuwo ko ro rahe
Niche sarake kehati
Hai aa kud jaa
Kya din kya raat hai yahan par
Ki saala dono barabar
Na raste kabhi ho khaali
Na bandh hoti hai gali
Maa behan ki yaad
Sabko aati har paher
Halla gulla shor gul
Yeh kaisa hai shaher
Kya din kya raat hai yahan par
Ki saala dono barabar
Na raste kabhi ho khaali
Na bandh hoti hai gali.