Daulat Ne Pasine Ko Lyrics – Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Bade chalo biradaro kisi se mat daro
Agar ho mot samne mukabla karo
Kisi se mat daro, chalo biradaro
Hargij na rukegi ab hadtal hamari
Dolat ne pasine ko aaj lat hai mari
Hargij na rukegi ab hadtal hamari
Aaye hamare samne jisme bhi ho takat
Zulmo ke hai khilaf ye mehnat ki bhgawat
Jag me kabhi majdur ne,
Jag me kabhi majdur ne bazi nahi hari
Hargij na rukegi ab hadtal hamari
Dolat ne pasine ko aaj lat hai mari
Hargij na rukegi ab hadtal hamari
Ab aayi hai aayi hai insaf ki bari
Dolat ne pasine ko aaj lat hai mari
Hargij na rukegi ab hadtal hamari
Dolat ne pasine ko aaj lat hai mari
Hargij na rukegi ab hadtal hamari
Ab aayi hai aayi hai insaf ki bari
Zamana ja chuka paise ke shikari
Ab aayi hai aayi hai insaf ki bari
Har julm ko har julm ko
Lagayenge hum chot karari
Hargij na rukegi ab hadtal hamari
Dolat ne pasine ko aaj lat hai mari
Hargij na rukegi ab hadtal hamari
Hargij na rukegi ab hadtal hamari
Dolat ne pasine ko aaj lat hai mari
Hargij na rukegi ab hadtal hamari.