Na Aaj Tha Na Kal Tha Lyrics – Kishore Kumar
Koi muskeel thee na hal tha
Toh phir kya tha
Bus ek phal tha
Yeh phal khana mana hai
Sab une kahete the
Yeh phal khana mana hai
Sab une kahete the
Adam aur hava dono
Janat main rahete the
Adam aur hava dono
Janat main rahete the
Dono ka dil lalachaya
Us phal ko tod ke khaya
Dono ka dil lalachaya
Us phal ko tod ke khaya
Ek shola sa laheraya
Unme saitan samaya
Unko jo hargij na karna
Tha kar baithe the
Unko jo hargij na karna
Tha kar baithe the
Adam aur hava dono
Janat main rahete the
Adam aur hava dono
Janat main rahete the
Kudrat ko gusa aaya
Dono pe jurm lagaya
Janat mein rahene wale
Janat se gaye nikale
Upar se ghirey woh neechey
Phal aaya peechey peechey
Un sadiyon ne dam todha
Phal ne peecha na chhoda
Un sadiyon ne dam todha
Phal ne peecha na chhoda
Kahene waley yun unka
Afsana kahete hain
Kahene waley yun unka
Afsana kahete hain
Adam aur huva ab is
Duniya main rahetey hai
Adam aur huva ab is
Duniya main rahetey hai.