Aisa Vardan Lyrics – Lata Mangeshkar
Aisa vardaan de do hame maa
Sukh mein uchhale na
Hum dukh mein dole
Apani andar hi khud
Jhaankakar hum
Galatiyaan apani khud hi tatole
Aisa vardaan de do hame maa
Sukh mein uchhale na
Hum dukh mein dole
Aur buraayi se bach ke rahein hum
Ho sake toh karein hum bhalaayi
Aur buraayi se bach ke rahein hum
Nek raahon mein aaye jo musibat
Hasate hasate hi usako sahein hum
Hasate hasate hi usako sahein hum
Har begaane ko karlein jo apana
Madhur vaani hamesha hi bolein
Apani andar hi khud jhaankakar hum
Galatiyaan apani khud hi tatole
Aisa vardaan de do hame maa
Sukh mein uchhale na
Hum dukh mein dole
Teri ichha bina khuchh na hota
Tere haathon mein shrishti ki dori
Teri ichha bina khuchh na hota
Tere haathon mein shrishti ki dori
Tujhse kya maiya rakein chupaake
Tujhse se kis baat ki phir hain chori
Tujhse se kis baat ki phir hain chori
Kis kataari mein kyaa hain tu jaane
Usako khole maaya hum na kholein
Apani andar hi khud jhaankakar hum
Galatiyaan apani khud hi tatole
Aisa vardaan de do hame maa
Sukh mein uchhale na
Hum dukh mein dole
Apani andar hi khud
Jhaankakar hum
Galatiyaan apani khud hi tatole
Aisa vardaan de do hame maa
Aisa vardaan de do hame maa
Aisa vardaan de do hame maa
Aisa vardaan de do hame maa.