Taaza Taaza Khabrein Lyrics – Gurnazar Chattha, Rahat Fateh Ali Khan
Taaza Taaza Khabrein Hai Bazar Mein
Taaza Taaza Khabrein Hai Bazar Mein
Humse Wafa Nahi Ki Haaye Humare Yaar Ne
Hadd Se Jyada Pagal The Hum Jiske Pyaar Mein
Hadd Se Jyada Pagal The Hum Jiske Pyaar Mein
Humse Wafa Nahi Ki Haaye Humare Yaar Ne
Humse Wafa Nahi Ki Haaye Humare Yaar Ne
Bhanwaron Jaisa Bhanwaron Jaisa
Roz Nayi Kaliyon Ka Ho Kar
Ghar Toh Wapas Aata Tha
Par Roza Nayi Galiyon Se Ho Kar
Bhanwaron Jaisa Bhanwaron Jaisa
Roz Nayi Kaliyon Ka Ho Kar
Ghar Toh Wapas Aata Tha
Par Roza Nayi Galiyon Se Ho Kar
Usey Bass Khud Se Hi Matalb Hai Iss Sansar Mein
Usey Bass Khud Se Hi Matalb Hai Iss Sansar Mein
Humse Wafa Nahi Ki Haaye Humare Yaar Ne
Hadd Se Jyada Pagal The Hum Jiske Pyaar Mein
Hadd Se Jyada Pagal The Hum Jiske Pyaar Mein
Humse Wafa Nahi Ki Haaye Humare Yaar Ne
Humse Wafa Nahi Ki Haaye Humare Yaar Ne
Galti Saddi Hi Si Asu Jyada Sapne Dekhe
Rabb Nu Bhul Ke Yaar De Hi Matthey Teke
Haate Rabba Haaye Rabba Dass De Kitthey Jaanva Main
Apna Tutta Hoya Dil Kihde Kohl Theek Karaanava Main
Kede Mandir Jaanvaa Main Kehdi Mazjid Janvaa Main
Apna Tutta Hoya Dil Kihde Kohl Theek Karanvaa Main
Humko Rabb Dikhata Tha Haaye Jiske Didaar Mein
Usne Aag Laga Di Khushiyon Ke Sansaar Mein
Humse Wafa Nahi Ki Haaye Humare Yaar Ne
Hadd Se Jyada Pagal The Hum Jiske Pyaar Mein
Hadd Se Jyada Pagal The Hum Jiske Pyaar Mein
Humse Wafa Nahi Ki Haaye Humare Yaar Ne
Humse Wafa Nahi Ki Haaye Humare Yaar Ne
ताज़ा ताज़ा खबरें हैं बाज़ार में
ताज़ा ताज़ा खबरें हैं बाज़ार में
हमसे वफ़ा नहीं की हाए हमारे यार ने
हद से ज़्यादा पागल थे हम जिसके प्यार में
हद से ज़्यादा पागल थे हम जिसके प्यार में
हमसे वफ़ा नहीं की हाए हमारे यार ने
भंवरों जैसा भंवरों जैसा
रोज़ नई कलियों का हो कर
घर तो वापस आता था
पर रोज़ नई गलियों से हो कर
भंवरों जैसा भंवरों जैसा
रोज़ नई कलियों का हो कर
घर तो वापस आता था
पर रोज़ नई गलियों से हो कर
उसे बस खुद से ही मतलब है इस संसार में
उसे बस खुद से ही मतलब है इस संसार में
हमसे वफ़ा नहीं की हाए हमारे यार ने
हद से ज़्यादा पागल थे हम जिसके प्यार में
हद से ज़्यादा पागल थे हम जिसके प्यार में
हमसे वफ़ा नहीं की हाए हमारे यार ने
गलती अपनी ही थी आँसू ज्यादा सपने देखे
रब को भूल के यार के ही माथे टेके
हाए रब्बा हाए रब्बा बता दे किधर जाऊं मैं
अपना टूटा हुआ दिल किसके पास ठीक कराऊं मैं
किस मंदिर जाऊं मैं किस मस्जिद जाऊं मैं
अपना टूटा हुआ दिल किसके पास ठीक कराऊं मैं
हमको रब दिखता था हाए जिसके दीदार में
उसने आग लगा दी खुशियों के संसार में
हमसे वफ़ा नहीं की हाए हमारे यार ने
हद से ज़्यादा पागल थे हम जिसके प्यार में
हद से ज़्यादा पागल थे हम जिसके प्यार में
हमसे वफ़ा नहीं की हाए हमारे यार ने