Rang Yeh Duniya Lyrics – Kishore Kumar
Chistakoba nakoba nakoba
Nakoba naka peshta ta peshta
Jua pua pa chistakoba nakoba nakoba
Nakoba naka peshta ta peshta
Jua pua pa chistakoba nakoba nakoba
Nakoba naka peshta ta peshta jua pua pa
Rang yeh duniya badalati
Hai badal ja pyaare
Tu bhi jivan ke naye
Aanche me dhal ja pyaare
Hey hey han ham nahi
Khelenge han jaao hey oy
Hey rang yeh duniya
Badalati hai badal ja pyaare
Tu bhi jivan ke naye
Saanche me dhal ja pyaare
Mausam aaye mausam
Jaaye phir khil jaaye kaliya
Mausam aaye mausam
Jaaye phir khil jaaye kaliya
Apane aap khulati jaaye
Armaano ki galiya
Tu bhi bhul ke sabko are
Tu bhi bhul ke sabko
Aaj mana rang raliya
Rang yeh duniya badalati
Hai badal ja pyaare
Tu bhi jivan ke naye
Saanche me dhal ja pyaare
Jaaye dhadkan gaane gayae
Arey dil kaa saaj jab chhid
Jaaye dhadkan gaane gayae
Phir ek shaam ki pahchaan
Afsaana ban jaaye
Jivan woh dhaara hai arey
Jivan woh dhaara hai
Jo bajh ke rah naa paaye
Rang yeh duniya badalati
Hai badal ja pyaare
Tu bhi jivan ke naye
Saanche me dhal ja pyaare
Jab tak saans tab tak
Aas sach kahte ho yaaro
Arey jab tak saans tab
Tak aas sach kahte ho yaaro
Hai din chaar mauj
Bahaar kal ko goli maaro
Jab tak jaisi gujare
Arey jab tak jaisi gujare
Hanste huye gujaaro
Rang yeh duniya badalati
Hai badal ja pyaare
Tu bhi jivan ke naye
Saanche me dhal ja pyaare
Bolo re rang yeh duniya
Badalati hai badal ja pyaare
Tu bhi jivan ke naye
Saanche me dhal ja pyaare.