Sau Ilzaam Lyrics – Anurag Mohn
Tu Aur Main Jaise Panne Kitaab Ke Pehle Aur Akhir Se Hai
Chahe Ho Faasle Beech Mein Jitna Bhi Phir Kyu Hum Saath Se Hai
Hai Khataa Nigaahon Ki Jo Tujhpe Jaa Ruki
Ye Tune Kaise Kaabu Kar Lia Mai Nahi Mera
Sau Ilzaam Ye Tune Kaise Lagaye
Teri Baahon Mein Nai Tha Phir Bhi Zikr Teri Karta Rahaan
Tere Bina Main Naafarmaan Bana Main
Teri Baahon Mein Nahi Tha Phir Bhi Zikr Teri Karta Rahaan
Raat Bhar Tadpaa Main
Yaad Mai Toh Tarsa Main
Tere Bin Koi Ni Sach Ye
Lelu Nami Chehre Ki
Hisse Mein Tere Ki
Khuda Se Hai Maanga Main Haq Ye
Gali Gali Takda Teri Raah Rattaan Saari
Tere Bin Guzre Din Bhi Naa
Khaakh Mein Bhi Main Toh Tolu Duniya Ye Saari
Tere Bin Ye Joh Mera Jahaan
Sau Ilzaam Ye Tune Kaise Lagaye
Teri Baahon Mein Nai Tha Phir Bhi Zikr Teri Karta Rahaan
Tere Bina Main Naafarmaan Bana Main
Teri Baahon Mein Nahi Tha Phir Bhi Zikr Teri Karta Rahaan
तू और मैं जैसे पन्ने किताब के पहले और आखिरी से हैं
चाहे हो फ़ासले बीच में जितना भी फिर क्यों हम साथ से हैं
है ख़ता निगाहों की जो तुझपे जा रुकी
ये तूने कैसे काबू कर लिया मैं नहीं मेरा
सौ इल्ज़ाम ये तूने कैसे लगाए
तेरी बाहों में नहीं था फिर भी ज़िक्र तेरा करता रहा
तेरे बिना मैं नाफ़रमान बना मैं
तेरी बाहों में नहीं था फिर भी ज़िक्र तेरा करता रहा
रात भर तड़पा मैं
याद में तो तरसा मैं
तेरे बिन कोई नहीं सच ये
ले लूं नमी चेहरे की
हिस्से में तेरे की
खुदा से है माँगा मैं हक़ ये
गली गली तकता तेरी राह रतां सारी
तेरे बिन गुजरे दिन भी ना
खाक में भी मैं तोलूं दुनिया ये सारी
तेरे बिन ये जो मेरा जहान
सौ इल्ज़ाम ये तूने कैसे लगाए
तेरी बाहों में नहीं था फिर भी ज़िक्र तेरा करता रहा
तेरे बिना मैं नाफ़रमान बना मैं
तेरी बाहों में नहीं था फिर भी ज़िक्र तेरा करता रहा