O Dilwalo Dil Ka Lagana Lyrics – Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum
Dil na diya aur dil na liya
Jeene ko sau saal jiya
Par hum toh
Kahenge khaakh jiya
O dilwaalo dil kaa
Lagaana achcha hai
Par kabhi kabhi
O dilwaalo dil kaa
Lagaana achcha hai
Par kabhi kabhi
Dil mein kisi kaa pyaar
Basaana achcha hai
Par kabhi kabhi
Dil mein kisi kaa pyaar
Basaana achcha hai
Par kabhi kabhi
Duniya mein jo pyaar naa hota
Tum hi kaho kya hota
Duniya mein jo pyaar naa hota
Tum hi kaho kya hota
Koyi naa thandi aahe bharta
Koyi naa dard ke maare rota
Koyi naa thandi aahe bharta
Koyi naa dard ke maare rota
Hasanewaalo aankh
Bahaana achcha hai
Par kabhi kabhi
Hasanewaalo aankh
Bahaana achcha hai
Par kabhi kabhi
O dilwaalo dil kaa
Lagaana achcha hai
Par kabhi kabhi
Shama naa ho toh
Parvaane ko kaun
Gale se lagaaye
Shama naa ho toh
Parvaane ko kaun
Gale se lagaaye
Shama naa ho toh
Paravaana kyon
Apna aap jalaaye
Shama naa ho toh
Paravaana kyon
Apna aap jalaaye
Kisi ki khatir jaan
Jalaana achcha hai
Par kabhi kabhi
Kisi ki khatir jaan
Jalaana achcha hai
Par kabhi kabhi
O dilwaalo dil kaa
Lagaana achcha hai
Par kabhi kabhi
Dil mein kisi kaa pyaar
Basaana achcha hai
Par kabhi kabhi.