Suswagatam Abhinandanam Lyrics – S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam
Baksh bahubal ati shksham
Gada fas thame hardam
Pran haran nitya karam
Yam hai hum hum hai yam
Suswagatam abhinandanam
Abhinandanam suswagatam
Sat sat karu sar jhuka ke naman
O sundari
O sundari chanchal pari
Chanchal pari o sundari
Tu hai widhata ki jadugiri o aa aa
Sansar to hai dukho ka bhawar
Yowan mera hai sukho ki lahar
Yam lauk me koi aisa nahi
Sundar waha tere jaisa nahi
Rakhiye gada pas to ayiye
Mai sewika hu na ghabraiye
O sahchari
O sahchari kadambari
Kadambari sahchari
Manmohini tu hai mad se bhari
O aa aa
Ango me thirkan adhar par hasi
Tu menka hai ya hai urwaasi
Bhulauk ki ek nari hu mai
Sundar badi sukumari hu mai
Praneshwari o hrideshwari
Ban jaungi aapki anuchari
Praneashwari
Mai rup ki pyasi nadi
Pyasi nadi mai rup ki
Sagar se gahre hai mere nayan
Rukja madhumati
O sundari chanchal pari
Chanchal pari o sundari
Tu hai widhata ki jadugiri
Dharam raksha param dharam
Baksh bahubal ati shksham
Gada fas thame hardam
Pran haran nitya karam
Yam hai hum hum hai yam
Ha ha ha hum hai yam.