Aa Baitha Hoon Dar Pe Tere Lyrics – Anuradha Paudwal, Manhar Udhas
Samjho to samjha duga
Samjho to samjha duga
Matalab apne gane ka
Aa baitha hoon dar pe tere
Naam na lunga jane ka
Aa baitha hoon dar pe tere
Naam na lunga jane ka
Prem ki bhasa do jaha hain
Prem ki bhasa do jaha hain
Tuta kisi deewane ka
Khud ko hero samjh raha hain
Ladka pagalkhane ka
Khud ko hero samjh raha hain
Ladka pagalkhane ka
Khud ko hero hero
Khud ko hero samjh raha hain
Ladka pagalkhane ka
Aa baitha hu dar pe tere
Naam na lunga jane ka
Dekho mere dilbar ki
Dekho mere dilbar ki
Kya dil khel jawani ye
Din do char nach le ga le
Utar jayega pani ye
Din do char nach le ga le
Utar jayega pani ye
Hu pata hai pyar
Kisko kahate hai ha
Nigahe yaar kisko
Kahate hai ha mahobat ka
Hisab karata hain jawani
Kyu kharab karata hain
Jawani kyu kharab karata hain
Chala ja chala ja jis gali se aaya hain
Tujhe kya husan ne bulaya hain
Shararat karke tu pachhtayega
Yu hi be mot mara jayega
Yu hi be mot mara jayega
Kitabi ishq mein likha hai ye
Har tufangar ne kaha hai ye
Shama shama kah ke kah ke
Shama shama kah ke kah ke
Dam tuta parwane ka
Khud ko hero samjh raha hain
Ladka pagalkhane kaoo
Shama shama kah ke kah ke
Dam tuta parwane ka
Khud ko hero samjh raha hain
Ladka pagalkhane ka
Aa baitha hu dar pe tere
Naam na lunga jane ka
Teri gali main aaya hoon
Aur na kuch tha pas mere
Dil ke tukade laya hoon
Mujhe apne karib rahane de
Mere achhe nasib rahane de
Teri main sadagi pe marta hoon
Fakat main pyar tujhko karta hoon
Mujhe tu aajma le kitana hi
Mera tu dil jala le kitana hi
Magar tujhko hi pake manuga
Tujhe apana banake manuga
Tujhe apana banake manuga
Mujhe chahe tu saja de de
Bas apana ghar ka tu pata de de
Pine wale dundh hi lete
Pine wale dundh hi lete
Rashata to maykhane ka
Aa baitha hoon dar pe tere
Naam na lunga jane ka
Khud ko hero samjh raha hain
Ladka pagalkhane ka
Pyar mein mar mit jane wale
Pyar jataye karte nahin
Apni chij to apni hoti
Sabko dikhaya karte nahin
Kaha pe ho janab bolo to
Zar apana bhi dil tatolo to
Mujhe lagata hain sarfiro koi
Mujhe lagata nahi bura koi
Batau batau tujh mein
Jo achhayi hain
Yahi ki maine chot khayi hain
To ja chot ki dawa kar le
Khuda se tu bhi to dua kar le
Mujhe to aur kam kafi hain
Mujhe tera hi naam kafi hain
Mujhe tera hi naam kafi hain
Mujhe tera hi naam kafi hain
Ab to wada kar bhi le
Jeevan bhar sath nibhane ka
Ab to wada kar bhi le
Jeevan bhar sath nibhane ka
Aa baitha hoon dar pe tere
Naam na lunga jane ka
Aa baitha hoon dar pe tere
Naam na lunga jane ka
Man bhi jao man bhi jao
Kahana is deewane ka
Aa baitha hain dar pe tere
Naam na lega jane ka
Arey aa baitha hoon dar pe tere
Naam na lunga jane ka
Aa baitha hai dar pe tere
Naam na lega jane ka.