Doston Se Na Milo Lyrics – Altaf Raja
Jab se asali rup sabka
Maine dekha hain
Abb koyi sadma mere
Dil par nahi lagta
Abb koyi sadma mere
Dil par nahi lagta
Doston se naa milo
Doston se naa milo
Taklif hoti hai
Fayda hai pitth me
Khanjar nahi lagta
Fayda hai pitth me
Khanjar nahi lagta
Fayda hai pitth me
Khanjar nahi lagta
Fayda hai pitth me
Khanjar nahi lagta
Jab se asali rup sabka
Inke chehre par lage
Rehte hai sau nakab
Hum bhi samajh paye
Nahi kante hai ya gulab
Inke chehre par lage
Rehte hai sau nakab
Hum bhi samajh paye
Nahi kante hai ya gulab
Har kadam par yaad
Inke aate hai sitam
Likhne baitho toh banegi inpar
Ek kitab inpar ek kitab
Yaron ne bheje hain
Yaron ne bheje hain
Woh phul chubhte hain
Gair kaa phenka huan
Pathhar nahi lagta
Gair kaa phenka huan
Pathhar nahi lagta
Jab se asali rup sabka
Pehle toh har rat me
Hote hai yeh shamil
Dosto gumrah
Karke todte hai dil
Pehle toh har rat me
Hote hai yeh shamil
Dosto gumrah karke
Todte hai dil
Phir sitam hai ke yeh
Hamdardi bhi karte hai
Var woh karte hai
Jo kar paye naa katil
Kar paye naa katil
Doston ke naam se
Doston ke naam se
Ham kanp jate hain
Dushmanon ki dushmani
Se darr nahi lagta
Dushmanon ki dushmani
Se darr nahi lagta
Jab se asali rup sabka
Apne matlab ke siva
Karte nahi yeh bat
Napte hai paiso se
Yeh yar ke halat
Apne matlab ke siva
Karte nahi yeh bat
Napte hai paiso se
Yeh yar ke halat
Inka kam nikal jaye
Toh ho jate hai dur
Kaise janenge bhala yeh auron
Ke jasbat auron ke jasbat
Kya kare hum dekhkar
Kya kare hum dekhkar
Duniya ki dilkashi
Abb suhan a koyi bhi
Manjar nahi lagta
Abb suhan a koyi bhi
Manjar nahi lagta
Jab se asali rup sabka
Jab se asali rup sabka
Maine dekha hain
Abb koyi sadma mere
Dil par nahi lagta
Abb koyi sadma mere
Dil par nahi lagta
Doston se naa milo
Doston se naa milo
Taklif hoti hai
Fayda hai pitth me
Khanjar nahi lagta
Fayda hai pitth me
Khanjar nahi lagta
Fayda hai pitth me
Khanjar nahi lagta
Fayda hai pitth me
Khanjar nahi lagta.