Bus Stop Lyrics – Sonu Nigam
Main toh bus stop pe bus ke liye tha khada
Sari duniya ko chalte phirte yu dekhta
Ek taxi idhar se rahi thi gujar
Jisme thi ek hasina badi hi sundar
Meri aarzoo thi mein usake sang bethta
Lekin bus stop pe
Dhup mein hoo mein jal raha
Hay hay hay hay
Aaj hu bekar yaro thoda lachar yaro
Pocket hain aaj khali toh kya huwa
Arman hain mere unche
Sapne sab honge sachche
Din mere honge achchhe mujhko pata
Ghumunga mein bhi car mein
Jaunga yu bajar mein
Jaise ho koyi badshah
Par bus stop pe hoo mein khada
Mai toh bus stop pe bus ke liye tha khada
Sari duniya ko chalte phirte yu dekhta
Ek taxi idhar se rahi thi gujar
Jisme thi ek hasina badi hi sundar
Meri aarzoo thi mein usake sang bethta
Lekin bus stop pe
Dhup mein hoo mein jal raha
Hay hay hay hay
Yahi hain meraa karma
Mitti aur dhul khana
Chaha tha jindagi me kuchh ban jau
Ho koyi mehbuba ya koyi dilruba
Usake sang koyi toh nagma gaau
Me toh hu bus stop se liptha
Jaise phul se bhanwra
Magar dekhta hoo mein jab
Toh hasta hoon khud pe bada hay
Sari duniya ko chalte phirte yu dekhta
Ek taxi idhar se rahi thi gujar
Jisme thi ek hasina badi hi sundar
Meri aarju thi mein usake sang bethta
Lekin bus stop pe
Dhup mein hoo mein jal raha
Me toh bus stop dhup
Mein hoo mein jal raha
Jane kaha gayi woh
Taxi mein baithi thi jo
Chhod gayi hain mujhko hanste hanste
Kitni woh pyari thi lagati kawari thi
De gayi sapne woh chalte chalte
Yu bus stop pe aise khada
Mein bus stop hi ban jaunga
Hogi jab meri gadi toh
Phir na bus stop pe mein aaunga
Mai toh bus stop pe bus ke liye tha khada
Sari duniya ko chalte phirte yu dekhta
Ek taxi idhar se rahi thi gujar
Jisme thi ek hasina badi hi sundar
Meri aarzoo thi mein usake sang bethta
Lekin bus stop pe dhup
Mein hoo mein jal raha
Hay hay hay hay.