श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में Shri Ram Jaanki Baithe Hein Mere Seene Mein Lyrics

in

Shri Ram Jaanki Baithe Hein Mere Seene Mein Lyrics in Hindi (“श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में” हिंदी में) from the Hindi album Khush Honge Hanuman Ram Ram Kiye Ja. The Hindi Hanuman Bhajan song is vocals were given by Lakhbir Singh Lakkha.

"Shri Ram Jaanki Baithe Hein Mere Seene Mein" Song Details:

Album/Label: Khush Honge Hanuman Ram Ram Kiye Ja
Singer(s):Lakhbir Singh Lakkha
Genre(s):Hanuman Bhajan
Music Label:© T-Series
Starring:Lakhbir Singh Lakkha

Shri Ram Jaanki Baithe Hein Mere Seene Mein Lyrics – Lakhbir Singh Lakkha

श्री रामचंद्रजी महाराज के भरे दरबार में
विभीषण ने ताना मारा
ए बजरंगी
क्या तेरे मन में भी राम है!

हनुमानजी ने श्री राम का नाम लिया
और सीना फाड़ा
बोले ले देख
जय श्री राम..

नहीं चलाओ बाण व्यंग के ए विभीषण
ताना ना सेह पाऊँ
क्यूँ तोड़ी है ये माला
तुझे ए लंकापति बतलाऊँ

मुझ में भी है
तुझ में भी है
सब में है समझाऊं

मुझ में भी है
तुझ में भी है
सब में है समझाऊं
ऐ लंका पति विभीषण ले देख
मैं तुझको आज दिखाऊं

और वीर बजरंगी ने सीना चीर दिया
और बोले ले देख
जय श्री राम

श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में देख
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में

श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
देख लो मेरे दिल के नगिनें में
देख लो मेरे दिल के नगिनें में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
मेरे राम

ए विभीषण
मुझको कीर्ति न वैभव न यश चाहिए
राम के नाम का मुझ को रस चाहिए बस
मुझको कीर्ति न वैभव न यश चाहिए
राम के नाम का मुझ को रस चाहिए

मुझको कीर्ति न वैभव न यश चाहिए
राम के नाम का मुझ को रस चाहिए

सुख मिले
सुख मिले ऐसे अमृत को पीने में
सुख मिले ऐसे अमृत को पीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
देख मेरे राम

होए राम रसिया हूँ मैं राम सुमिरन करू
सिया राम का सदा ही मै चिंतन करू
राम रसिया हूँ मैं राम सुमिरन करू
सिया राम का सदा ही मै चिंतन करू

अनमोल कोई भी चीज मेरे काम की नहीं
ए विभीषण
दिखती अगर उसमे छवि सिया राम की नहीं
राम रसिया हूँ मैं राम सुमिरन करू
सिया राम का सदा ही मै चिंतन करू
राम रसिया हूँ मैं राम सुमिरन करू
सिया राम का सदा ही मै चिंतन करू

होए सच्चा आंनंद है
सच्चा आंनंद है ऐसे जीने में
सच्चा आंनंद है ऐसे जीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने मे
देख मेरे राम

फाड़ सीना हैं सबको ये दिखला दिया
भक्ति में हैं मस्ती है बेधड़क दिखला दिया
फाड़ सीना हैं सब को ये दिखला दिया
भक्ति में हैं मस्ती है बेधड़क दिखला दिया

और फाड़ सीना हैं सबको ये दिखला दिया
भक्ति में मस्ती हैं बेधड़क दिखला दिया
कोई मस्ती ना आ..
कोई मस्ती ना सागर मीने में
कोई मस्ती ना सागर मीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में

देख लो मेरे मन के नगिनें में
देख लो मेरे मन के नगिनें में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में

मेरे राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में..

Shri ramachandraji maharaja
Ke bhare darbaar mein
Vibhishan ne taana mara
Ae bajrangi
Kya tere mann mein bhi raam hai!

Hanumanji ne shri ram ka naam liya
Aur seena phada
Bole le dekh
Jai shri ram…

Nahin chalao baan vyang ke ae vibhishan
Taana na seh paoon
Kyun todi hai ye maala
Tujhe ae lankapati batlaoon

Mujh mein bhi hai
Tujh mein bhi hai
Sab mein hai samjhaoon

Mujh mein bhi hai
Tujh mein bhi hai
Sab mein hai samjhaoon
Ae lankapati vibhishan le dekh
Main tujhko aaj dikhaoon

Aur veer bajrangi ne seena cheer diya
Aur bole le dekh
Jai shri ram…

Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein dekh
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein

Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Dekh lo mere dil ke nageene mein
Dekh lo mere dil ke nageene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Mere ram

Ae vibhishan
Mujh ko kirti na vaibhav na yash chahiye
Ram ke naam ka mujh ko ras chahiye bas
Mujh ko kirti na vaibhav na yash chahiye
Ram ke naam ka mujh ko ras chahiye

Mujh ko kirti na vaibhav na yash chahiye
Ram ke naam ka mujh ko ras chahiye

Sukh mile
Sukh mile aise amrit ko peene mein
Sukh mile aise amrit ko peene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Dekh mere ram

Hoye ram rasiya hoon main ram sumiran karoon
Siya raam ka sada hi main chintan karoon
Ram rasiya hoon main ram sumiran karoon
Siya raam ka sada hi main chintan karoon

Anmol koi bhi cheej mere kaam ki nahin
Ae vibhishan
Dikhti agar usme chhavi siya ram ki nahin
Ram rasiya hoon main ram sumiran karoon
Siya raam ka sada hi main chintan karoon
Ram rasiya hoon main ram sumiran karoon
Siya raam ka sada hi main chintan karoon

Hoye saccha anand hai
Saccha anand hai aise jeene mein
Saccha anand hai aise jeene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Dekh mere ram

Phaad seena hain sab ko yeh dikhla diya
Bhakti mein masti hain bedhadak dikhla diya
Phaad seena hain sab ko yeh dikhla diya
Bhakti mein masti hain bedhadak dikhla diya

Aur phaad seena hain sab ko yeh dikhla diya
Bhakti mein masti hain bedhadak dikhla diya
Koi masti na aa..
Koi masti na saagar meene mein
Koi masti na saagar meene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein

Dekh lo mere man ke nageene mein
Dekh lo mere man ke nageene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein

Mere raam jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein
Shri ram jaanki baithe hein mere seene mein..

Shri Ram Jaanki Baithe Hein Mere Seene Mein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.