Nazar Lage Na Sathiyon Lyrics – Amit Kumar, Kishore Kumar, Manhar Udhas, Vijay Benedict
Aray nazar lage na saathiyon
Aray ho ho ho ho oo
Aaj bhari mehfil mere
Kahin dol na jaye dil
In gori gori mem ka
Abbababababababababa
Aray nazar lage na saathiyon
Aray ho ho ho ho oo
Aaj bhari mehfil mere
Kahin dol na jaye dil
In gori gori mem ka
Abbababababababababa
Wahan mile the theke mein
Aray hum tum kuch din pehle
Yahan mile in vish
Mehkhane me phir desi pehle
Aray hukka beedi peete the
Wahan baandh ke resham pagdi
Aray kas ke boot pehan ke suit
Abaad kare koi tagdi
Yadein wadein sapne iradein
Bhooli baatein yaad kara de
Aray hatke bhatke
Youn hi atke
Rehte hai hum latke latke
Aray ulta chor kotwaal ko datein
Ye dastoor purana
Humne mana
Aaj bhari mehfil mere
Kahin dol na jaye dil
In gori gori mam ka
Aag ka ye ek dariya
Dil walo se milna ho
To banda hi ek jariya
Wahan wo jeewan saathi hai
Yahan roj naya saawariyan
Wo bhi theek to ye bhi theek hai
Apna apna nazariya
Jhoomar payal bindiya kaajal
Na chunri hai na hai aachal
Roz baras ke ud jata hai
Ye angrezi husn ka badal
Aray do paathan ke beech me
Yaron saabut bacha na koye
Oye ye ku hoye, hoy
Aray aaj bhari mehfil mere
Kahin dol na jaye dil
In gori gori mam ka
Bale balle balle
Balle balle balle balle
Ek din humko bheja tha
Ab kis ko bhej ke aye
Aray hum to jhatke kha
Baithe ab tum kya khane aye
Aray baat karo kuch kheton ki
Tum jahan se hoke aye
Aray yahan to pal
Pal dhuwe ke mare
Dam hi ghutta jaye
Ao ao
Unhe pilao
Soye huwo ko zara jagao
Darte darte kaam hai karte
Sao baar bache hai marte marte
Aray khaao piyo mauj
Manao mauka phir nahi ana
Aray lala
Aaj bhari mehfil mere
Kahin dol na jaye dil
In gori gori mam ka
Aray nazar lage na saathiton
Aray ho oh oh ho ho
Aaj bhari mehfil mere
Kahin dol na jaye dil
In gori gori mam ka.