Soch Samajh Kar Dil Ko Lagana Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lagaana dekho bura hai zamana
Bholi surat ka dhoka na
Khaana dekho bura hai zamana
Soch samajhkar dil ko
Lagaana dekho bura hai zamana
Dhoka na khaana
Dhoka na khaana
Dhoka na khaana na na na na
Pyaar ki gali mein dilwaalon
Jaana zara sambhal sambhal ke
Phirate hai chor lutere
Ratse mein bhes badalake
Dhoka na khaana ji
Dhoka na khaana
Dekho bura hai zamana
Soch samajhkar dil ko lagaana
Dekho bura hai zamana
Dhoka na khaana
Dhoka na khaana
Dhoka na khaana na na na na
Duniya ke iss baajar mein
Tan ki hai mann ki pyaas nahi
Husn ki iss guljaar mein
Rang hi rang hai baas nahi
Dhoka na khaana ji
Dhoka na khaana
Dekho bura hai zamana
Soch samajhkar dil ko lagaana
Dekho bura hai zamana
Dhoka na khaana
Dhoka na khaana
Dhoka na khaana na na na na
Preet hai kaanch ki chudi
Thes lagi aur chur huyi
Shart wafa ki iss jag mein
Kis ko bhala manjur huyi
Dhoka na khaana ji
Dhoka na khaana
Dekho bura hai zamana
Soch samajhkar dil ko lagaana
Dekho bura hai zamana
Bholi surat ka dhoka na khaana
Dekho bura hai zamana.