Hasna Hasana Lyrics – Shankar Mahadevan
Dhinak dhin dhinak
Dhin dhinak hin
Do pal ki ye zindagi hai
Meri jaan jeelo isko
Jane kal aye na aye
Meri jaa jeelo har pal ko
Khusi ke sath gam bhi
Jude hai kre kya
O ghamo ko gale laga lo or
Apna lo meri jane jaa
Aj jo nasha hai kal ko
Bhulana hasna hasana
Gham ko bhulana hasna hasana
Kal ko bhulana hasna hasana
Gham ko bhulana hasna hasana
Hi hai meri jaa
Ham sabhi ko jeene ki
Mohlat milti hai
Meri jaa har kisi ko
Jee nahi pata hai
Har koi kare kya
To chalo ham inhe
Batade jeena sikhade jane jaa
Aj jo nasha hai kal ko
Bhulana hasna hasana
Gham ko bhulana hasna hasana
Kal ko bhulana hasna hasana
Gham ko bhulana hasna hasana
Pairo ke neeche jamee
Lekin nazar asmaa par
Apne hi hatho se kismat likhe
Badlo par sitaro ki
Hi tarah kash mile
Ham khusi se jhilmilaye or
Muskuraye jane jaa
Aj jo nasha hai kal ko
Bhulana hasna hasana
Gham ko bhulana
Hasna hasana aaj
Kal ko bhulana
Hasna hasana aaj
Gham ko bhulana
Hasna hasana aaj.