Bhor Bhaye Panghat Pe Lyrics – Lata Mangeshkar
Mohe natkhat shaam sataye
Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat shaam sataye
Mori chunariya lipti jaye
Main ka karoo hai raam hai haaii
Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat shaam sataye
Mori chunariya lipti jaye
Main ka karoo hai raam hai haaii hai
Bhor bhaye panghat pe
Koi sakhi.. Saheli.. Nahi
Sang main akeli
Koi dekhe toh yeh jaane
Paniya bharne ke bahane ghagri uthaye
Radha shaam se milne jaaye.. Hai
Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat shaam sataye
Mori chunariya lipti jaye
Main ka karoo hai raam hai haaii hai
Bhor bhaye panghat pe
Aaye pawan jhakora
Toote ang ang mora
Chori chori chupke chupke
Baitha kahi pe woh chupke
Dekhe muskaye
Nirlaj ko ha ha
Nirlaj ko laaj na aave
Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat shaam sataye
Mori chunariya lipti jaye
Main ka karoo hai raam hai haaii hai
Bhor bhaye panghat pe
Main na milu.. Dagar main
Toh woh chala aaye.. Ghar main
Main du gali,main du chidki,
Main na kholu khidki
Neendiya jo aaye
Toh woh kankar mar jagaye
Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat shaam sataye
Mori chunariya lipti jaye
Main ka karoo hai raam hai haaii hai
Bhor bhaye panghat pe.