Aazaadiyan Pairon Ki Bediyan Lyrics – Amit Trivedi, Amitabh Bhattacharya, Neuman Pinto
Pairon ki bediyan khwabon
Ko baandhe nahi re, kabhi nahi re
Mitti ki parton ko nanne se
Ankur bhi cheenay, dheere dheere
Iraade hare hare,
Jinke seeno mein ghar kare
Woh dil ki sune kare na darre, na darre
Jo salaakhein hai kahan
Jo khayalon pe pehre daale
Woh aankhein hai kahan
Par khulne ki deri hai
Parinde udh ke jhoomenge
Aasman aasman aasman
Subah ki kirno ko rokein
Jo salaakhein hai kahan
Jo khayalon pe pehre daale
Woh aankhein hai kahan
Par khulne ki deri hai
Parinde udh ke jhoomenge
Aasman aasman aasman
Aazaadiyan, aazaadiyan
Aagey na kabhi, mile mile mile
Aazaadiyan, aazaadiyan
Jo cheenay wahi, jee le jee le jee le
Subah ki kirno ko rokein
Jo salaakhein hai kahan
Jo khayalon pe pehre daale
Woh aankhein hai kahan
Par khulne ki deri hai
Parinde udh ke jhoomenge
Aasman aasman aasman
Kahani khatam hai ya shuruwaat
Hone ke hai hone ke hai
Subha nayi hai yeh ya phir raat
Hone ko hai hone ke hai
Kahani khatam hai ya shuruwaat
Hone ke hai hone ke hai
Subha nayi hai yeh ya phir raat
Hone ko hai hone ke hai
Aane wala waqt dega panha hai
Ya phir se milenge do raahein
Khabar kya, kya pataa.