Pardesi Aaya Des Lyrics – Lata Mangeshkar
Pardesi Aaya Des Mein
Des Se Mere Gaon Mein
Gaon Se Mere Gali Mein
Gali Se Mere Ghar Mein
Ghar Se Ghar Se Ghar Se
Ghar Se Mere Dil Mein
Ab Dil Se Jaane Ka Naam Na Le
Ooi Maa Main Ka Karu
Ho Besaram Saram Se Jara Kaam Na Le
Main Sharamaati Phiroo
Pardesi Aaya Des Mein
Des Se Mere Gaon Mein
Gaon Se Mere Gali Mein
Gali Se Mere Ghar Mein
Ghar Se Mere Dil Mein
Ab Dil Se Jaane Ka Naam Na Le
Ooi Maa Main Ka Karu
Ho Besaram Saram Se Jara Kaam Na Le
Main Sharamaati Phiroo
Pardesi Aaya Des Mein
Aake Mere Dwaare Pe Haai Re Bade Mauke Se
Bedard Beimaan Bekadar Ne Dhoke Se
Bedard Beimaan Bekadar Ne Dhoke Se
Jhaank Liya Tan Man Mein Palkonke Zaroke Se
Ab Saiyya Baiyya Kahi Thaam Na Le
Ooi Maa Main Ka Karu
Ho Besaram Saram Se Jara Kaam Na Le
Main Sharamaati Phiroo
Pardesi Aaya Des Mein
Kaise Badal Sakata Hai Bhaagya Ka Jo Lekha Hai
Zulmi Ke Maathe Pe Aisi Koi Rekha Hai
Zulmi Ke Maathe Pe Aisi Koi Rekha Hai
Aisaa Lage Jaise Pehale Bhi Kahi Dekha Hai
Dil Tadape Bina Aaraam Na Le
Ooi Maa Main Ka Karu
Ho Besaram Saram Se Jara Kaam Na Le
Main Sharamaati Phiroo
Pardesi Aaya Des Mein Gaon Mein
Gali Mein Ghar Mein Dil Mein
परदेसी आया देस में
देस से मेरे गाँव में
गांव से मेरी गली में
गली से मेरे घर में
घर से घर से घर से
घर से मेरे दिल में
अब दिल से जाने का नाम ना ले
उई माँ मैं का करू
हो बेसरम सरम से जरा काम ना ले
मैं शरमाती फिरू
परदेसी आया देस में
देस से मेरे गाँव में
गांव से मेरी गली में
गली से मेरे घर में
घर से मेरे दिल में
अब दिल से जाने का नाम ना ले
उई माँ मैं का करू
हो बेसरम सरम से जरा काम ना ले
मैं शरमाति फिरू
परदेसी आया देस में
आके मेरे द्वारे पे हाय रे बड़े मौके से
बेदर्द बेईमान बेकदर ने धोखे से
बेदर्द बेईमान बेकदर ने धोखे से
झनक लिया तन मन में पलकोंके जरूर से
अब सैंया बइया कहीं थाम ना ले
उई माँ मैं का करु
हो बेसरम सरम से जरा काम ना ले
मैं शरमाती फिरू
परदेसी आया देस में
कैसे बदल सकता है भाग्य का जो लेखा है
जुल्मी के माथे पे ऐसी कोई रेखा है
जुल्मी के माथे पे ऐसी कोई रेखा है
ऐसा लगे जैसे पहले भी कहीं देखा है
दिल तड़पे बिना आराम ना ले
उई माँ मैं का करु
हो बेसरम सरम से जरा काम ना ले
मैं शरमाती फिरू
परदेसी आया देस में गाँव में
गली में घर में दिल में