Sanchee Kahe Tohe Lyrics – Jaspal Singh
Sanchi kahe tore aavan se hamre,
Angana mein aayi bahar bhoji
Angana mein aayi bahar bhoji
Laxmi ki surat, mamta ki murat
Laxmi ki surat, mamta ki murat,
Lakhon mein ek hamar bhoji
Lakhon mein ek hamar bhoji
Sanchi kahe tore aavan se hamre,
Angana mein aayi bahar bhoji…
Tulsi ki seva, chandarma ki puja
Tulsi ki seva, chandarma ki puja,
Kajri cheta anganva me gunja
Abb hamne jana ki phguwa siva bhi
Abb hamne jana ki phguwa siva bhi,
Hote hain kitne tyohar bhoji
Hote hain kitne tyohar bhoji
Sanchi kahe tore aavan se hamre,
Angana mein aayi bahar bhoji…
Yeh ghar tha bhootan ka dera
Yeh ghar tha bhootan ka dera,
Jab se bhaya tumhara pag phera
Duniya badal gayi halat sambhal gayi
Duniya badal gayi halat sambhal gayi,
Ann dhan ke lage bhandar bhoji
Ann dhan ke lage bhandar bhoji
Sanchi kahe tore aavan se hamre,
Angana mein aayi bahar bhoji…
Bachpan se ham kaka keh keh ke hare
Bachpan se ham kaka keh keh ke hare,
Koi hume bhi toh kaka pukare
Dede bhatija phulwa sarikha
Dede bhatija phulwa sarikha ,
Manenge ham upkar bhoji
Manenge ham upkar bhoji, ay bhoji
Saanchi kahe tore aavan se hamre,
Angana mein aayi bahar bhoji
Laxmi ki surat, mamta ki murat
Laxmi ki surat, mamta ki murat,
Lakhon mein ek hamar bhoji
Angana mein aayi bahar bhoji.