Behene De Lyrics – Karthik, Mohammed Irfan
Chingari ka tukda jala koi
Umeed ko aag laga zara,
Sehra ki pyaas buja zara
Umeed ko aag laga zara,
Sehra ki pyaas buja zara
Gan itna baras ke galne lagun
Main paani ke upar tarne lagun
Behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Oo behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata,
Behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai,
Behene de nadiyan ki tara
Sharrt lagi hai marr jaane ki,
Jeena hai to pyaar mein
Deha kahin bhi ho mera,
Jaan rakhi hai yaar mein
Beh ja, beh ja, hai sagar ka kehna
Beh ja, beh ja, hai nadiya ko behena
Patte se tapakti boondh ki
Awaaz sunayi di thi
Nadiya mein tapak kar gum ho jayo
Beh gayo beh gayo,
Jo reh gayo reh gayo
Beh gayo beh gayo,
Jo reh gayo reh gayo
Behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Oo behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata,
Behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai,
Behene de nadiyan ki tara
Mera pal pal ang ang bar diya,
Tune jaan pe junoon sa kar diya
Mera hai kya jo main haar doon,
Jaan teri hai tujhpe vaar doon
Doob gaye jo suna hai
Saare tere dere aate hain
Dil ke chulu mein bechaare
Dubkiyan ghote khaate hain
Beh ja, beh ja, chal tod kinare ko
Beh ja, beh ja, dhar le majdhare ko
Chingari udha ke raakh se
Ik boondh gira ke aankh se
Chalne ke ishaara kar gaya,
Kar gaya, kar gaya
Sab bhar gaya, bhar gaya
Kar gaya kar gaya,
Sab bhar gaya bhar gaya
Behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Oo behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata,
Behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai,
Behene de nadiyan ki tara
Behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Oo behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata,
Behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai,
Behene de nadiyan ki tara.