डोली में बिठाई के Doli Mein Bithai Ke Lyrics

in

“Doli Mein Bithai Ke Hindi Lyrics | डोली में बिठाई के”, is a Hindi song from the Indian film Amar Prem. The song has been sung by Sachin Dev Burman. The music of the song is composed by R. D. Burman and the lyrics are penned by Anand Bakshi. The film is directed by Shakti Samanta and stars Sharmila Tagore, Rajesh Khanna, Vinod Mehra, Abhi Bhattacharya and Madan Puri.

"Doli Mein Bithai Ke" Song Details:

Movie: Amar Prem
Singer(s):S. D. Burman
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):R. D. Burman
Music Director(s):R. D. Burman
Genre(s):Sad
Director(s):Shakti Samanta
Music Label:© Saregama
Starring:Sharmila Tagore, Rajesh Khanna, Vinod Mehra, Abhi Bhattacharya, Madan Puri
Release on:13th December, 1972

Doli Mein Bithai Ke Lyrics – S. D. Burman

लिरिक्सबोगी.कॉम
डोली में बिठाई के कहाँ
डोली में बिठाई के कहाँ
लाये मोहे सजना के द्वार
ओ डोली में बिठाई के कहाँ
बीते दिन खुशियों के चार
देके दुःख मन को हजार
ओ डोली में बिठाई के कहाँ

मर के निकलना था ओ
मर के निकलना था
घर से सांवरिया के
जीते जी निकलना पड़ा
फूलों जैसे पाँवों में
पड गए ये छाले रे
काँटों पे जो चलना पड़ा
पतझड़ ओ बन गयी पतझड़
ओ बन गयी पतझड़
बैरन बहार
डोली में बिठाई के कहाँ

जितने हैं आँसू मेरे ओ
जितने हैं आँसू मेरी
अंखियों में उतना
नदिया में नाहीं रे नीर
ओ लिखनेवाले
तूने लिख दी ये कैसी मेरी
टूटी नय्या जैसी तक़दीर
उठा माझी ओ माझी उठा माझी
ओ माझी रे उठा माझी
उठे पतवार
डोली में बिठाई के कहाँ.

lyricsbogie.com
Doli Mein Bithaayi Ke Kahaan
Doli Mein Bithaayi Ke Kahaan
Laaye Mohe Sajna Ke Dwar
O Doli Mein Bithaayi Ke Kahaan
Beete Din Khushiyon Ke Chaar
Deke Dukh Man Ko Hajaar
O Doli Mein Bithaayi Ke Kahaan

Mar Ke Nikalna Tha O
Mar Ke Nikalna Tha
Ghar Se Saanvariya Ke
Jeete Ji Nikalna Pada
Phoolon Jaise Paanvon Mein
Pad Gaye Ye Chhaale Re
Kaanton Pe Jo Chalna Pada
Patjhad O Ban Gayi Patajhad
O Ban Gayi Patjhad
Bairan Bahaar
Doli Mein Bithaayi Ke Kahaan

Jitne Hain Aansu Mere O
Jitne Hain Aansu Meri
Ankhiyon Mein Utna
Nadiya Mein Nahi Re Neer
O Likhanewale
Tune Likh Di Ye Kaisi Meri
Tooti Nayya Jaisi Taqdeer
Utha Maajhi O Maajhi Utha Maajhi
O Maajhi Re Utha Maajhi
Uthe Patavaar
Doli Mein Bithaayi Ke Kahaan.

Doli Mein Bithai Ke Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.