Jaana Nahin Tha Lyrics – Alka Yagnik, Sonu Nigam
Maine dil tumhe de diya
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Jaana nahi tha pyar ki gali mein
Deewanepan ki yaar ki gali mein
Lekin maine kar liya ishq rago mein bhar liya
Tum pe yakin maine kar liya
Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Jaana nahi tha pyar ki gali mein
Deewanepan ki yaar ki gali mein
Lekin maine kar liya ishq ragon mein bhar liya
Tum pe yakin maine kar liya
Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Kar liya kar liya kar liya
Kar liya kar liya kar liya
Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Bechain tha main har gadi
Dil mein bhi thi chaahat badi
Lekin darta tha main dil lagaane se
Dard e dil sahne se chot khaane se
Tanha tanha din aur suni raaton se
Haar gaya aakhir apne jazbaton se
Ijhaar mujhako karana nahi tha
Chahat pe teri marna nahi tha
Lekin maine kar liya ishq ragon mein bhar liya
Tum pe yakin maine kar liya
Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Yeh prem rog hai ek nasha
Koyi nahin isse bacha
Isame sakun subah aur shaam milta hain
Iske dard mein bhi aaram milata hai
Koyi maane jaye isako maane re
Ishq kiya hai jisne wohi jaane re
Deewaana mujhko hona nahi tha
Deewangi mein khona nahi tha
Lekin maine kar liya ishq rago mein bhar liya
Tum pe yakin maine kar liya
Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya.