Billori Lyrics – Anand Raaj Anand, Mamta Sharma
Sab ki nazar meri nazron pe
Mat samjho mujhko khabar nahi
Mere roop ke charche jaha na ho
Aisi koidagar nahin hoye hoye
Doop doop mere roop ki chamki
Damki re main diamond se damki
Doop doop mere roop ki chamki
Damki re main diamond se damki
Bijli mare lashkare
Meri keh ke iss ki dware
Sab dahal rahe hai doore hai
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chore
Sare mohalle mein noor mera pehla
Sare bane majnu bola tu meri laila
Sare mohalle mein noor mera pehla
Sare bane majnu bole tu meri laila
Gali ho mohalla ho ya ho bajariya
Meri yaha kahan ho
Pe sab ki nazariya
Dil mein dalu dakaha
Main roop nagar ke dakaha
Sab dahal rahe hai doore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chore
Hoyi nain mataka kar ke dekh le
Akka pakka kar ke dekh le
Ho nain mataka kar ke dekh le
Akka pakka kar ke dekh le
Ho gujarati ya bengali
Sindhi ho ya parasi
Bhari padega banarasitujhe
Bhari padega banarasi
Arrey bhari padega
Banarasi tujhe
Bhari padega banarasi
Zalim se lad gayi re aise nazariyan
Lut gayi lut gayi re lut gayi gujariya
Zalim se lad gayi re aise nazariyan
Lut gayi lut gayi re lut gayi gujariya
Aisa lagaya bhari mein ek jhatka
Ishq ki koti pe jake dil atka
Mitt gayi na sab shanka
Baja baja na banaya iss ka danka
Arrey sab dahal rahe hai doore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chore
Billori meri aankh ke ishare pe
Lut gaye banaras ke chore.