Sadka Kiya Lyrics – Mahalakshmi Iyer, Suraj Jagan
Kuch khwaab dekhe hain..
Kuch rang soche hain..
Ab maine kal apne..
Tere sang soche hain..
Iss raah mein jab bhi..
Tu saath hoti hai..
Kisson ke panno si
Har baat hoti hai..
Rooh jo huyi meri fida..
Toh pal mein uthi koi sada..
Ke dil se hua judaa judaa..
Toota main iss tarah..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan..deedar hua..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan..deedar hua..
Tere murdne se
Suraj murd gaya..
Teri roshni ke saaye mein
Main dhoop si khili..
Mera aasman bhi chota pardh gaya..
Mujhe jab se hai baahon
Mein teri panaa mili..
Woh thehri teri adaa adaa..
Ke ruk bhi gaya mera khuda..
Toh mujhpe hai yeh asar hua..
Toota main iss tarah..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan..deedar hua..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan..deedar hua..
Tere rang ki siyaahi se likhe, pardhe, sune..
Teri baaton ke woh saare silsile..
Meri dil ki kahani se sune, kahein, bune..
Main kar na sakoon bayaan bayaan..
Ke chup si hui meri zubaan..
Yeh dil mehmaan hua hua..
Toota main iss tarah..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan..deedar hua..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan..deedar hua..
Kuch khwaab dekhe hain..
Kuch rang soche hain..
Ab maine kal apne..
Tere sang soche hain..
Iss raah mein jab bhi..
Tu saath hoti hai..
Kisson ke panno si
Har baat hoti hai..
Rooh jo huyi meri fida..
Toh pal mein uthi koi sada..
Ke dil se hua judaa judaa..
Toota main iss tarah..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan..deedar hua..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan..deedar hua..